Hello Friends Iss post me Youtube se Related jankari Share kari Gayi hai , Youtube ek Best Online Earning way hai Sath hi Agar Aapko Kisi Sawal ka Jawab nahi Mil Raha hai to Aap Usse Youtube search kar Sakte hai , Mai 99% Sure ho ki Aapka jawab jarur milega Agar Aap Sahi Tarike se Search karte hai to .
Agar Aapka Youtube Channel hai or Aap videos upload karna Pasnad karte hai to Aapko Apni Har video par Custum Thumbnail Image Add karne Chahiye . Youtube par Mostly User Image ko Dekh kar hi video ko Dekhna pasnad karte hai .
Manke Chahiye koi User youtube par kisi topic par video Search karta hai , Ab yeh ek Nature baat hai ki ek topic par Kabhi Saari Videos hoti hai , Ab User kya karta hai wo Sabse Pahele har View dekhta hai , Views Dekhte-Dekhte User ki Najar me Sabhi Video ki Thumbnail image me par bhi hoti hai . Aese me Agar Aapne Simple Custom Thumbnail ka Use kara hai to Aapki Video ko Watching karne ke Jayda Chance Ban jate hai . Image Hamesha Attractive or Video Se Related honi Chahiye . Fake image kabhi Use nahi karnai Chahiye Agar Aap Aapne Subscrible Increase karna Chahate hai to .
youtube Thumbnail image ka Size Humasha Aasa hona chahiye ho har Platform par fit Aaye . jaise Agar Aapne Aapni video google+ par share kari hai Waha fit aaye , website / blog par , Reddit etc more Social media Platform par fit Aani chahiye .
Youtube Thumbnail Image ka size kya hona Chahiye ?
Agar Best size ki Baat kare ko Image ka size 1280 * 720 hona chahiye . I mean width 1280px honi chahiye or Hight 720px honi Chahiye . Yeh youtube Thumbnail image ke liye Best size hai jo ki Sabhi Device par Proper fit Aata hai .
Hamesha 2 Layout me Image ko Modify kare , Right side me Aapko fonts add karne Chahiye or Left Side me me Image Add karni chahiye Or Background Colour Soft Light hona chahiye . niche image follow kare Sakte hai .
NOTE : Image ka Format Mostly PNG Rakhne ki Koshish kara kare .
I Hope Aap Aapko Better knowledge ho Gayi hogi ki youtube par Thumbnail Image kis Tarah ki Add kare or kya size hona chahiye . Agar Aapko Hamara Yeh Article Useful Laga to Isse Share karke hamara Sahyog kare . Thank You For Visit !!!